Hello Friends swagat hai apka humare blog search how pr friends aaj hum apko batane wale hain ek gajab ki trick jisse ap asani se apni website ya blog se "Not Secure" ka aane wala error remove kar sakte hain to chaliye friends seekhte hain Website ya blog se Not secure kaise hataye ?
Dosto iske liye apko sabse pehle apne blogger main login karna hai or apne blogger ke Theme option main jana hai or uske baad Edit HTML pe click krna hai.
Dosto iske liye apko sabse pehle apne blogger main login karna hai or apne blogger ke Theme option main jana hai or uske baad Edit HTML pe click krna hai.
Read Also :- 5 Minute Main Free Blogger Blog Kaise Banaye
Fir uske baad apki HTML wali window open ho jayegi usme jaker apko Ctrl+F press karna hai.
Iske baad apko jaha bhi only http hain unki jgah pe https karna hai.
Note : Enter press karke puri sheet main se http ko https karna hai
Read Also :- Blog Ya Website Posts Main Read More Kaise Lagaye
Then apko save theme pe click karke usko save kar dena hai. Esa karte hi apki website ya blog pe "Not secure" ka error kabhi nhi dikhayi dega or ab apki site pe Not secure ki jgah secure show ho rha hoga.
Final Words
To Friends apko humari ye post kaise lagi comment karke jarur bataye or post ko share karna na bhoole Thank you.