Tuesday 29 August 2017

Internet ke bina kisi website ko kaise khole free tips & tricks ~ Search How

Welcome To Search How


Hello Dosto welcome i hope aap sabhi fit and healthy honge. team tips arena (members) bhi sab fit or healthy hain 😉

Dosto aaj hum seekhenge internet tricks ke bare main. frnds jese ki hum sb jante hain ki we are very much dependent on internet now days. aaj ke daur main main agar logo ke paas internet ki suvidha na ho to bhot sare important kaam ruk jaate hain jisse logo ko bhot sari problems or loss jhelna padta hai.

Dosto sochiye ki agar hum without internet kisi bhi website ko open sake to kitna accha hoga hain na ???

But hum sochte hain aisa kese ho sakta hai bina internet ke to Google.com bhi open nhi hota 😒

lekin frnds aisa nhi hai aaj Search How apko iska solution denge !!👍

Dosto agr ye question Search How se koi kare to hum bolenge ki aisa possible hai 😍 ji haan frnds ye possible hai aap bina internet ke apni manpasand website ko open and surf kar skate hain..

Dosto aaj ka humara topic hai (How to surf website without internet connectionInternet ke bina kisi website ko kaise khole

➤ Dosto ab hum apko iske bare main puri detail btayenge jisse aap is trick ke through bina internet ke kisi bhi website ko open or surf kar sakte hain..

Note ➥ Most important thing is we should have a laptop or computer and first time internet connection to do this Tips & Tricks

Hum iski iski jankari apko step by step denge with thumbnails..

Step :- 1

Internet ke bina kisi website ko kaise khole

Dosto iske liye apko sabse pehle www.surfoffline.com website par jana hoga or waha jake surfoffline software ko download karna hoga (image mention below).

https://mkbloggers.blogspot.com/

Dosto Download karne ke baad apko is software ko apne laptop or computer main install karna hai.



Read Also :- Command Prompt Se Kisi Ko Bhi Kijiye Impress



Step :- 2

Internet ke bina kisi website ko kaise khole

Install ho jane ke baad apko ise open karna hai jese hi aap ise open karenge to apke screen par is trah ki image display hogi (image mention below). Fir "Continue" pe click karna hai.

https://mkbloggers.blogspot.com/


Read Also :- Whatsapp Chat Backup Kaise kare



Step :- 3

Internet ke bina kisi website ko kaise khole

"Continue" pe click karne ke baad apki screen pe ek or screen display hogi usme apko "Next" par click karna hai (image mention below).

https://mkbloggers.blogspot.com/


Read Also :- Facebook Pe Humari Taraf Se Bheji Huyi Friend Request kaise Dekhe

Step :- 4

"Next" karne ke baad apko kuch is trah ki image show hogi jisme 2 option aayenge:-

Option :- 1 Start Page Url ------- Dosto is option main apko us website ka url dalna hai jis website                                                              ko aap free main surf karna chahte hain.
                                                          (Make Sure Your Internet Connection is On)
Option :- 2 Project Name ------- Dosto is option main apne project ka koi bhi name rakhenge (eg.                                                                New Project) fir "Next" option pe click karenge (image mention                                                            below).

https://mkbloggers.blogspot.com/



Step :- 5

Dosto Iske baad apki screen par fir ek image screen display hogi jisme apko "Download Entire Website" wale option par click karna hai fir uske baad "Next" option par click karna hai (image mention below).

https://mkbloggers.blogspot.com/


Read Also :- Google adsense codes

Step :- 6

Dosto iske baad humare samne ek image khulegi jisme apko 3 option dikhenge jisme se apko "Start page and level" wale option pe click karna hai fir uske baad hume "Next" option pe click karna hai (image mention below).

https://mkbloggers.blogspot.com/



Step :- 7

Dosto step 6 complete karne ke baad apko kuch is trah ki image display hogi jisme apko "Next" par click karke apni website ko download karna hoga or jab ye website puri download ho jaye to aap is website ko kahi bhi kabhi bhi without internet ke open or surf kar sakte hain or agr aap downloaded website kisi ke sath share karna chahte hain to aap isko share bhi kar sakte hain..

Note ➥  Dosto agr apka internet connection slow hai to aap "Video" "Audio" and "image" wale option ko select na kare usko khaali chhod dain..

https://mkbloggers.blogspot.com/


Final Words

Dosto ye thi humari aaj ki Tips & Tricks jisse humne seekha ki Internet ke bina kisi website ko kaise khole..
To dosto Search How ki ye post apko pasand aayi ho to please share kare or agar apko is post se judi koi bhi problem ya koi suggestion ho to comment box main aap bta sakte hain Search How apki puri help karegi Thanks..

Please Share This post

2 comments: