Hello Dosto is post me main apko btane wala hu ki kese hum apne android phone moto g se kisi bhi application ko apne phone me install kar sakte hain..
Step :- 1
First step me apko sabse pehle apni phone ki home screen par jana hoga waha par apko play store button ka icon show hoga jesa ki mene image me mention kiya hua hai fir uske baad apko us icon par click karna hai...
Step :- 3
Dosto jab hum search bar me click karenge to humara keypad bar khul jayega uske baad hume jo bhi application chahiye usko search bar me type karna hoga jese ki agar hume apne phone me candy crush game application chahiye to vo hum type karenge type karne ke baad vo application aa jayegi fir hum uspar click karenge (image mention below)
Step :- 4
Step 3 complete karne baad hume kuch is trah ki image show hogi jo ki image me mention ki huyi hai fir hum install par click karke us application ko apne phone me install kar sakte hain..
To dosto is post me humne jana ki kese hum moto g phone se kisi bhi application ko install kar sakte hain dosto agar apko ye post pasand ayi ho to please comment kare or share kare !!
Thanks..
Step :- 1
Moto g phone se app install kese kare
First step me apko sabse pehle apni phone ki home screen par jana hoga waha par apko play store button ka icon show hoga jesa ki mene image me mention kiya hua hai fir uske baad apko us icon par click karna hai...
Read Also :- Moto g ke inbox massage kese read kare
Step :- 2
Moto g phone se app install kese kare
step 1 ke icon par click karne ke baad hume kuch is trah ki image show hogi jo mene niche mention ki huyi hai image show hone ke baad hume search bar dekhayi dega jesa ki mene mention kiya hua hai..
Read Also :- Moto g se kisi ko massage kese send kare
Moto g phone se app install kese kare
Dosto jab hum search bar me click karenge to humara keypad bar khul jayega uske baad hume jo bhi application chahiye usko search bar me type karna hoga jese ki agar hume apne phone me candy crush game application chahiye to vo hum type karenge type karne ke baad vo application aa jayegi fir hum uspar click karenge (image mention below)
Read Also :- Moto g se call kaise kare
Moto g phone se app install kese kare
Step 3 complete karne baad hume kuch is trah ki image show hogi jo ki image me mention ki huyi hai fir hum install par click karke us application ko apne phone me install kar sakte hain..
To dosto is post me humne jana ki kese hum moto g phone se kisi bhi application ko install kar sakte hain dosto agar apko ye post pasand ayi ho to please comment kare or share kare !!
Thanks..
Very nic article keep growing. for more article's like this and other study material, programmig language free training, latest tips and tricks, sports and politics news and much more visit to https://searchofia.blogspot.in/
ReplyDelete